
Unke saath rehte hai par izhar kar nahi sakte,
Unse pyaar karte hai par keh nahi sakte,
Yeh kaisa pyaar hai mera,
Unhe chahkar bhi pa nahi sakte.
Pyaar kya hota hai hum nahi jante,
Zindagi ko apna hum nahi mante,
Gum itne mile hain k ab ehsas nahi hota,
Pyaar kare koi to vishwas nahi hota!