Page 1 of 1

Zindagi Lagti Hai Bejaan Kabhi Kabhi

Posted: Mon Jul 30, 2018 4:31 pm
by jeevan
Image

Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi..

Zindagi lagti hai bejaan kabhi kabhi..

Samajh mai aaye to humein bhi batana ke..

Kyun karti hain yaadein pareshaan kabhi kabhi...