Page 1 of 1

Kuch Kasoor

Posted: Mon Aug 27, 2018 5:10 pm
by shahrukh
Image

Fiza par asar hawaon ka hota hai,

mohabbat par asar adaon ka hota hai,

koi aisa hi kisi ka deewana nahi hota,

kuch kasoor to nigahon ka hota hai....