Meri Zindagi Ka Behtreen Hissa
Posted: Mon Jan 21, 2019 4:25 pm

Tere..
Hone ka jisme kissa hai
Wahi meri zindagi ka behtreen
Hissa hai..

Gussa hamesha uss
Par karo
Jo baad mein manana
Jante ho..

Baat karne ka maza to un
Logo ke saath aata hai
Jinse baat karte waqt
Kuch sochna na pade..