Teri Yaad Me Aansu Ka Samandar Bana Liya
Posted: Tue Oct 18, 2016 2:15 pm

Teri yaad me aansu ka samandar bana liya,
Tanhai ke sahare me apna ghar bana liya,
Suna hain log pujhtey hain patthar ko,
Isi liye dil apna patthar bana liya.......!!!!!