Hasa Ke Rula Jati Hai Zindagi
Posted: Wed Nov 16, 2016 4:37 pm

Babut kuch shikha jati hai zindagi...
Hasa ke rula jati hai zindagi.....
Jee sako jitna utna jee lo,
Kyunki....
Bahut kuch baki rehta hai,
Aur Khatam ho jati hai zindagi...!!!