Page 1 of 1

Nakaam Si Koshish Kiya Karte Hain

Posted: Fri Apr 21, 2017 4:10 pm
by neeraj
Image

Nakaam si koshish kiya karte hain,

Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,

Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,

Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain