Bahut Kuch Sikha Jaati Hai Zindagi
Posted: Fri Sep 01, 2017 3:58 pm

Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,
Hansa ke rula jati hai zindagi..
Jee sako jitna utna jee lo doston,
Kyuki bahut kuch baaki rehta hai,
Aur khatam ho jati hai zindagi....