Meethi Si Dosti Ajab Sa Ahsaas
Posted: Thu Nov 23, 2017 2:22 pm
Meethi si dosti ajab sa ahsaas

Meethi si dosti ajab sa ahsaas
Awaz main jaadu, matwali baat
Kudrat ka karishma tera andaz
Khilkhalati hasi meri madhoshi ka raaz
Kya kahoon kis kadar tera hua hai asar
Teri deewangi ka hua main qayal

Meethi si dosti ajab sa ahsaas
Awaz main jaadu, matwali baat
Kudrat ka karishma tera andaz
Khilkhalati hasi meri madhoshi ka raaz
Kya kahoon kis kadar tera hua hai asar
Teri deewangi ka hua main qayal