Page 1 of 1

Yeh Naa Jana Tha

Posted: Fri Dec 29, 2017 11:41 am
by jeevan
Image

Zamana Pyaar Ka Itna Hi Kamm Hai

Yeh Naa Jaana Tha



Humara Sath Bas Do Hi Qadam Hai

Yeh Naa Jaana Tha



Khushi Aaghaz Tha Mere Mohabbat Ke Faasane Ka



Magar Is Khawab Ki Tabeer Gham Hai

Yeh Naa Jaana Tha



Badi Rangeen Baharoun Me Jalega Aashiyana Mera



Lutega Iss Tarah Manzil Pe Aake Karwan Mera



Mujhe Teri Mohabbat Ki Qasam

Yeh Naa Jaana Tha