
Na jamane ki fiqar
Na kisi ka dar,
Jab tak jaan hai mujh me
Tumse pyar karenge hum

Na koi kisi se dur hota hai
Na koi kisi ke qareeb hota hai,
Khud chal ke aata hai jab
Koi kisi ka naseeb hota hai

Na to hum tumhe khona
Chahte hai,
Aur na hi kisi aur ke
Hona chahte hai