
Raton me agar na ashk bahau toh kya karu
Ek pal b usko bhul na pau toh kya karu
Mene suna h unko andhere nahi pasand
Main rahon me ab dil na jalau toh kya karu
Tumhi kaho ki chod de jab zindagi bhi sath
Fir maut ko gale na lagau to kya karu
Socha to tha ki chod du uski gali
Lekin kahi karaar hi na pau toh kya karu